Roman script

Dil mein hai tu mere qismaton mein nahi
Humjuda bhi nahi hum mile bhi nahi
Rubaroo jo khuda mujhse hoga kabhi
To puchunga tune kya kar diya
Mere mehboob se kyun juda kar diya
Mere mehboob se kyun juda kar diya
Aye khuda tune yeh kya gunah kar diya
Mere mehboob se kyun juda kar diya
Waqt ki sazishein bereham thi sabhi
Humko milne se pehle juda kar gayi
Jin hawaon se aati thi khushbu teri
Woh hawayein humhi se daga kar gayi
Rubaroo jo khuda mujhse hoga kabhi
To puchunga tune kya kar diya
Mere mehboob se kyun juda kar diya
Mere mehboob se kyun juda kar diya
Aye khuda tune yeh kya gunah kar diya
Mere mehboob se kyun juda kar diya
Jism ke faaslein hain dil'on ke nahi
Jo main tera nahi to kisi ka nahi
Toot kar bakhuda main bikhar jaunga
Woh mila na mujhe to main mar jaunga
Rubaroo jo khuda mujhse hoga kabhi
To puchunga tune kya kar diya
Mere mehboob se kyun juda kar diya
Mere mehboob se kyun juda kar diya
Aye khuda tune yeh kya gunah kar diya
Mere mehboob se kyun juda kar diya

Song details

Song video

Watch on YouTube

director: Agam Mann, Azeem Mann

cast: Erica Fernandes, Harshad Chopda

choreography: Sumit Kumar

director of photography: Shinda Singh

music label: Desi Music Factory