Roman script
Tu saamne baitha rahe Tujhe dekha karun raat din Dheere se phir tujhse kahun Dil dhadkata nahi tere bin Tu saamne baitha rahe Tujhe dekha karun raat din Dheere se phir tujhse kahun Dil dhadkata nahi tere bin Tujhi se meri saanson ka safar Tujhi se mere ishq ka asar Na jaane tujhe kab lage khabar Main kab ka hun mar mita tum par Main tera dil na todunga Tum bhi na aisa karna Main tujhko khud se jodunga Tum bhi kuch aisa karna Tumhari meri ek ho umar Lage humein koyi bhi nazar Ke darta hun main yeh sochkar Kya hoga jo tu kho gaya agar Main tera dil na todunga Tum bhi na aisa karna Main tujhko khud se jodunga Tum bhi kuch aisa karna Khidkiyon pe main tumhari Dhoop banke aaunga Ho khidkiyon pe main tumhari Dhoop banke aaunga Tere aangan mein main baarish Banke khushiyan laaunga Door tak chalna hai humko Yaad rakhna baat yeh Hai kasam kuch bhi agar ho Chhodna na saath yeh Tumhi se mera yeh makaan hai ghar Aana hai tumhe ek din chalkar Na jaane tujhe kab lage khabar Main kab ka hun mar mita tumpar Main tera dil na todunga Tum bhi na aisa karna Main tujhko khud se jodunga Tum bhi kuch aisa karna Main tera dil na todunga Tum bhi na aisa karna Main tujhko khud se jodunga Tum bhi kuch aisa karna
Song details
- Singer: Abhi Dutt
- Composer: Aishwarya Tripathi
- Lyricist: Rashmi - Virag
Song video
director: Team RD
cast: Sidharth G, Karishma
choreography: Rahul Shetty
director of photography: Vishal Sinha
music label: Blive Music