Roman script
Baat badal dete hain teri hum Baat jo aati hai baaton mein Aag laga di humne kab ki Un saare jazbaaton mein Baat badal dete hain teri hum Baat jo aati hai baaton mein Aag laga di humne kab ki Un saare jazbaaton mein Ab dard nahi hota Koi khwab nahi hota Ab dard nahi hota Koi khwab nahi hota Chand bhi tera chehra nahi bas Chand hi rehta hai raaton mein Aag laga di humne kab ki Un saare jazbaaton mein Yaadon mein tujhko bulaate nahi Dil ko hum apne jalaate nahi Bin tere jeena hume aa chuka Aansu bhi aankhon mein aate nahi Bin tere jeena hume aa chuka Dil ko pata hai ke tu ja chuka Chand bhi tera chehra nahi bas Chaand hi rehta hai raaton mein Baat badal dete hain teri hum Baat jo aati hai baaton mein Aag laga di humne kab ki Un saare jazbaaton mein Baat badal dete hain teri hum Baat jo aati hai baaton mein
हिंदी में गीत
बात बदल देते हैं तेरी हम बात जो आती है बातों में आग लगा दी हमने कब की उन सारे जज़्बातों में बात बदल देते हैं तेरी हम बात जो आती है बातों में आग लगा दी हमने कब की उन सारे जज़्बातों में अब दर्द नही होता कोई ख्वाब नही होता अब दर्द नही होता कोई ख्वाब नही होता चाँद भी तेरा चेहरा नही बस चाँद ही रहता है रातों में आग लगा दी हमने कब की उन सारे जज़्बातों में यादों में तुझको बुलाते नही दिल को हम अपने जलाते नही बिन तेरे जीना हमें आ चुका आँसू भी आँखों में आते नही बिन तेरे जीना हमें आ चुका दिल को पता है के तू जा चुका चाँद भी तेरा चेहरा नही बस चाँद ही रहता है रातों में बात बदल देते हैं तेरी हम बात जो आती है बातों में आग लगा दी हमने कब की उन सारे जज़्बातों में बात बदल देते हैं तेरी हम बात जो आती है बातों में
Song details
- Singer: Abhi Dutt
- Composer: Aishwarya Tripathi
- Lyricist: Aseem Ahmed Abbasee
Song video
director: nitin Fcp, Nadeem Akhtar
cast: Siddharth Nigam, Anushka Sen
choreography: Pawanbob
director of photography: Dhruwal Patel
music label: Blive Music