Roman script
Ek tumhaari aankhon mein Jeene ka khwaab sajaaya hai Ek tumhaare haathon mein Rabb se haath likhaya hai Tum bin jee na paayenge hum Aisi haalat hai Ek tumpe hi marte rehna Dil ki aadat hai Pyaar tumhi se karte rehna Dil ki aadat hai Ek tumpe hi marte rehna Dil ki aadat hai Jeene ka tareeka tumse seekha Tumse jaana hai Ishq safar mein rehbar apna Tumko maana hai Jeene ka tareeka tumse seekha Tumse jaana hai Ishq safar mein rehbar apna Tumko maana hai Ek janam kya agle janam bhi Tumko paana hai Duniya se kya matlab mujhko Teri chahat hai Ek tumpe hi marte rehna Dil ki aadat hai Pyaar tumhi se karte rehna Dil ki aadat hai Ek tumpe hi marte rehna Dil ki aadat hai
Song details
- Singer: Stebin Ben
- Composer: Anjjan Bhattacharya
- Lyricist: Kumaar
Song video
director: Rakesh Thakar (Raka)
cast: Bhavin, sameeksa, Vishal
choreography: Aleena, Samrin, Rahul
director of photography: Tanmay, Vichare
music label: Zee Music Company