Roman script
Chala gaya main door Tune bhi roka nahi Dil ko dard aisa mila Jiski dawa nahi Lad pada lakeeron se Par kuchh bhi hua nahi Chalo yeh maan bhi liya Ab tu mera nahi Tu mera nahi Chala gaya main door Tune bhi roka nahi Hmm.. Aa.. Door jaane pe tere Paas aata tha main Rooth jaane pe tere Sar jhukata tha main Bin tere zindagi ka Main kya karoon Kis tarah maan loon Tu mera main tera nahi Main wahin pe tha Magar tune hi dekha nahi Teri khushi ko dekh kar Maine kuchh kaha nahi Lad pada lakeeron se Par kuchh bhi hua nahi Chalo yeh maan bhi liya Ab tu mera nahi Kyun mera nahi Chala gaya main door Tune bhi roka nahi O.. Aa.. Aa.. Aa..
Song details
- Singer: Amaal Mallik
- Composer: Amaal Mallik
- Lyricist: Rashmi Virag
Song video
director: Arif Khan
cast: Amaal Mallik, Aditi B
director of photography: Al Ameel
music label: Sony Music India