Roman script
Tera to ishq hi jhootha tha Aaya samajh mein abhi Main hu parai tu yeh sochega Socha nahi tha yeh kabhi Itna bata de jara be baat be wajah Dard deke itna mujhe kahaan jaoge Mera dil todd ke naa reh paoge Tadpoge agar mujhko tadpaoge Mera dil todd ke naa reh paoge Tadpoge agar mujhko tadpaoge Aankho ko mere dil ki teri aadtein Aise na tu nazre chura Haan main teri zindagi hun kehke mujhe Raaste mein hath na chhuda Mujhko jo khovoge tum khud bhi to rovoge Jaan lo yeh tum bhi bada pachhtaoge Oh..Mera dil todd ke naa reh paoge Tadpoge agar mujhko tadpaoge Mera dil todd ke naa reh paoge Tadpoge agar mujhko tadpaoge
Song details
- Singer: Aishwarya Pandit
- Composer: Anjjan Bhattacharya
- Lyricist: Kumaar
Song video
director: SK And VM
cast: Nawab Faizii, Stefy Patel
director of photography: Mintu Plaha
music label: Zee Music Company