Roman script

Ho kaise daane baane boone

Mera dil julaha

Haan dil julaha

Oye hoye hoye

Kabhi faade kabhi siye

Mera dil julaha

Haan dil julaha

Kabhi lazza waali chunar

Kabhi nafrat waala maflar

Kabhi boone pyaar ka komal doshaala

Kabhi masti wali chaddar

Kabhi fasti wala sweater

Naazuk sa sapna boone dil julaha

Ho..

Kaise daane baane boone

Mera dil julaha

Haan dil julaha

Oye hoye hoye

Kabhi faade kabhi siye

Mera dil julaha

Haan dil julaha

Ho pehle pyaar ki ek chidiyan

Chahki mann ki bagiya mein

Chanda se barsi chaandi

Kaari andheri ratiya mein

Ho..

Ishq tarana chheda hai

Saanson ki har maniya ne

Rang biranga laage sab

Berangi si duniya mein

Kabhi behke kabhi mehke

Kabhi thirke kabhi dehke

Kabhi kabhi nache hai dil betahaasa

Kabhi resham kabhi malmal

Kabhi khaddar kabhi makhmal

Naazuk sa sapna boone dil julaha

Ho kaise daane baane boone

Mera dil julaha

Haan dil julaha

Oye hoye hoye

Kabhi faade kabhi siye

Mera dil julaha

Haan dil julaha

Kabhi lazza wali chunar

Kabhi nafrat wala maflar

Kabhi bune pyaar ka komal doshala

Kabhi masti wali chaddar

Kabhi fasti wala sweater

Naazuk sa sapna bune dil julaha

Explore this song