Roman script
Chal rahe thhe hum akele Aur tum mil gaye Thodi si barish hone lagi phir Tum kahin kho gaye Lag raha tha khwaab koyi Chhu ke ghuzra humein Thoda sa mushqil ho raha hai Ab bhulana tumhein Bas ik lamhe mein tu Zindagi ban gaya Phir umra bhar ke liye Tu kitne gham de gaya Barsaat ki uss raat mein Toota tha dil mera Mujhe yaad hai bheega hua Sa chehra tha tera Barsaat ki uss raat mein Toota tha dil mera Mujhe yaad hai bheega hua Sa chehra tha tera Mujhme baaki teri khusboo Yaadon se na jaata hai tu Aisa lagta hai ke mere paas tu Shaamein pehle jaisi hi hai Mausam saare waise hi hai Pagal hoon main sochun Shayad aaye tu Mere ishq ke safar ko Jaise lag gayi nazar Zubaan khamosh thi magar Yeh dil roya Tu khush hai yeh soch kar Main kuch keh paaya nahi Main khud se yeh keh diya Tu mera tha hi nahi Barsaat ki uss raat mein Toota tha dil mera Mujhe yaad hai bheega hua Sa chehra tha tera Barsaat ki uss raat mein Toota tha dil mera Mujhe yaad hai bheega hua Sa chehra tha tera Barsaat ki uss raat mein Toota tha dil mera Barsaat ki uss raat mein Toota tha dil mera Barsaat ki..
Song details
- Singer: Darshan Raval
- Film / album: Judaiyaan
- Composer: Anmol Daniel
- Lyricist: Rashmi Virag
Song video
music label: Indie Music Label