Roman script
Mera ishq to uske liye Seedhiyon se jyada kuch nahi tha Pyar mein mujhe karke istemaal Chhoda jaise main ajnabi tha Seene mein dil na rota Dil se jo thaama hota To hath chhoot’te nahi Matlab nikal gaya to Ab woh puchhte nahi Ab woh puchhte nahi Mausam badal gaya to Ab woh puchhte nahi Ab woh puchhte nahi Main usse chahta raha paagal ki tarah Aur woh aake chali gayi baadal ki tarah Zindagi mein uski main tha ek jariya Main tha kashti dil tha mera ek dariya Mujhpe chal ke usne paye hai kinare Poore mujhse hi kiye hai khwaab saare Thhe kanch se bhi kacche Vaade jo hote sacche To vaade toot’te nahi Matlab nikal gaya to Ab woh puchhte nahi Ab woh puchhte nahi Mausam badal gaya to Ab woh puchhte nahi Ab woh puchhte nahi
Song details
- Singer: Yasser Desai
- Composer: Anjjan Bhattacharya
- Lyricist: Kumaar
Song video
director: Aziz Zee
cast: Bhavin Bhanushali, Aliya Hamidi
director of photography: Mohamed Jaffer
music label: Zee Music Company