Roman script
Dard ki mehfil saja ke Phir se tanha ho gaya Raat din bas ro raha hai Naam leke tera... Jisko khuda tha banaya Sar jiske aage jhukaya Uss ne hi toda mera dil Aur deke mujhko gaya Yeh judaiyaan ve Yeh judaiyaan ve Yeh judaiyaan ve Yeh judaiyaan ve Judaiyaan ve Kar loon main kaise yakeen Tu mere paas hai hi nahi Abhi toh kal hi aaya tha tu Khwaabon mein Yaad aati hai jab teri Saans ruk jaati hai meri Roz marti hoon aise main Khud mein hi Bas itni si hi dua hai Mujhe ishq mein jo mila hai Dushman ko bhi na mile aisi saza... Yeh judaiyan ve Yeh judaiyan ve Yeh judaiyan ve Yeh judaiyan ve Yeh judaiyaan ve Yeh judaiyaan ve Yeh judaiyaan ve Yeh judaiyaan ve Yeh judaiyaan ve Yeh judaiyaan Yeh judaiyaan ve Yeh judaiyaan Yeh judaiyaan ve Yeh judaiyaan ve
Song details
- Singer: Darshan Raval
- Film / album: Judaiyaan
- Composer: Darshan Raval
- Lyricist: Rashmi Virag
Song video
director: Ritika Bajaj
cast: Darshan Raval, Surbhi Jyoti
music label: Indie Music Label