Roman script
Yaadon mein tu hai Haan bas tu hi Kaise yeh jaadu kiya Hoon main adhoori Tu hi zaroori Bin tere lagge na jiya Nasha sa teri aankhon mein baaton mein Tu jeene ki wajah Maza na in sooni sooni raaton mein Aaja na yun na tadpa Tum hum aur hum tum Ho jaye kahin gum mahiya Main tere bina gumsum Na jane tune aisa kya kiya Tum hum aur hum tum Ho jaye kahin gum mahiya Main tere bina gumsum Na jane tune aisa kya kiya Jau na kabhi tujhe chhod ke sajna Ek pal ke liye bhi door Tere saath mujhe hai chalna Jahan jahan le jaaye tu Main khoyi khoyi hoon Na soyi soyi hoon Jab se tu hai mila Chhupa kahan tha tu Zara bata de tu Tujh pe rahoon main fida Nasha sa teri aankhon mein baaton mein Tu jeene ki wajah Maza na in sooni sooni raaton mein Aaja na yun na tadpa Tum hum aur hum tum Ho jaye kahin gum mahiya Main tere bina gumsum Na jane tune aisa kya kiya Tum hum aur hum tum Ho jaye kahin gum mahiya Main tere bina gumsum Na jane tune aisa kya kiya Kaisi hai yeh betabiyaan Badhne do nazdeekiyaan Tere bina har lamha Kaise jiyu main tu bata Tum hum aur hum tum Ho jaye kahin gum mahiya Main tere bina gumsum Na jane tune aisa kya kiya Tum hum aur hum tum Ho jaye kahin gum mahiya Main tere bina gumsum Na jane tune aisa kya kiya
Song details
- Singer: Sukriti Kakar
- Singer: Prakriti Kakar
- Composer: Sukriti Kakar, Prakriti Kakar, Lost Stories
- Lyricist: Mellow D
Song video
director: Adil Shaikh
director of photography: Sudhir Chodhary
music label: VYRLOrignals