Roman script

sara zamana mere dil ka deewaana meri jaan

na na na na mujhe dil na lagana

sara zamana mere dil ka deewaana meri jaan

na na na na mujhe dil na lagana

pyar karne ke maamle mein mera naam badnaam hai

pyar karne ke maamle mein mera naam badnaam hai

door se hi nazdeekiyon ko mera salaam hai

zara nazdeek aa mujhse nazrein mila

tujhko bhi ishq ho jayega

chahe kar na na na tu bahaane bana

dil udhar se idhar aayega aa aa aaaa..

saara zamana mere dil ka deewaana meri jaan

na na na na mujhe dil na lagana

saara zamana mere dil ka deewaana meri jaan

na na na na mujhe dil na lagana

kitni masti bhari yeh ghadi hai

tujhko kyun ishqbaazi chadhi hai

kitni masti bhari yeh ghadi hai

tujhko kyun ishqbaazi chadhi hai

kya zaroori hai dil ko lagana

ishq karne ko umar padi hai

jo bhi karna hai kar kyun ruke umar bhar

mere jaisa milega kahan

chahe kar na na na tu bahane bana

tera dil bhi aayega yahan

aa aa aaaaaa

saara zamana mere dil ka deewaana meri jaan

na na na na mujhe dil na lagana

saara zamana mere dil ka deewaana meri jaan

na na na na mujhe dil na lagana

na na na na na na

Explore this song