Roman script

Apni manmarzi chalaye

Na sune yeh nashpita

Na marham de na reham de

Ya toh fika ya hai tikha

Koyi toh bataye

Sang rehne ka saleeka

Gudgudaye fir rulaye

Ziddi saala dil kahi ka

Mazbooriyan thi yeh pagla na jaane

Mujhse khafa hai khamkha

Zakhmon ko bharne mein waqt lage hai

Itna na samjhe yeh muaa haan

Main kaise mitau jo

Taqdeer mein tha likha

Bargalaye tilmilaye

Hai irada khudkushi ka

Manmarzi chalaye

Na sune ye nashpita

Na marham de na reham de

Ya toh fika ya hai tikha

Bikhre woh kisse bharke lifafe

Bheje pate pe kyun pata ni laapata

Bechainiyon ke odhe lihaafe

Dum ghut raha hai

Aur main dum hun khojta

Naya kya main batau

Tu toh jaane sara kissa

Ya salaah de ya saja de

Ya toh jhoota de dilasa

Manmarzi chalaye

Na sune ye nashpita

Na marham de na raham de

Ya toh fika ya hai tikha

Koyi toh bataye

Sang rehne ka saleeka

Gudgudaye fir rulaye

Ziddi saala dil kahi ka

Ziddi saala dil kahi ka

Explore this song