Roman script
Hobby meri music likha maine mere cv pe 8 saal metro mein gurgaon se kasmiri gate Sath wale kehte the anadi hai Aaj inke career se unchi Ground clearence wali gaadi Maine kar diya maine kar diya Dekh maine kar diya, maine kar diya Dekh maine kar diya, maine kar diya Dekh maine kar diya, maine kar diya Dekh maine.. Gaano mein baatein bas sadak ki thi Apne ko tharak thi tarakki ki Soya nahi tabhi mujhe sone ke daam mile Show kara 10 hazaar launde uchhaal diye Chhakke maare maare lappe bahut Stadium ke bahar khaye tappe ball Hateron ko dedi maine kathe maut Kar diye sabke hi tatte shot Is saal ki kamayi pichhle 10 ke barabar Jahan mauka mila leli sabki kass ke barabar Pichhle saal sochta tha kaise gas main bacahun Is saal dikkat meri kaise tax main bachaun Maine kaam kara dekha nahi galat sahi Mujhko badhta dekh sabki kalap gayi Breakup hua jala mera blub wahi Usne chhoda meri qismat saali palat gayi Dekh maine kar diya, maine kar diya Dekh maine kar diya, maine kar diya Dekh maine kar diya, maine kar diya Dekh maine kar diya, maine kar diya Dekh maine kar diya, maine kar diya Dekh maine kar diya, maine kar diya Dekh maine kar diya, maine kar diya Dekh maine kar diya, maine kar diya Likha jo bhi aaya mere jee mein Kare maine email bheje maine demo saare Bas karne lage Bheje mein tha doubt sala buzz kaise bane Poore the tabahi mere lashkare Kare rap nahi maine repat diye Kabhi diye nahi f word effort diye Sab kara akele jahan 10 jane lage Aaj gaana baje 10 baar 10 channel'on pe Teri famous karne wali scheme Apne paas hi tu rakh bhai Kaam chahiye paisa rakh Exposer wala chooran nahi Dil se poora desi lekin Samjhna tu murakh nahi Asli independent hum hain Kisi ki zarurat nahi Lakhon mein hai bikte mere kore page Dikkat mein bhi sota hoon main ghode bech Saal bhar pehale the jo hore tez Aaj saare aage bande mere l*de pe Dekh maine kar diya, maine kar diya Dekh maine kar diya, maine kar diya Dekh maine kar diya, maine kar diya Dekh maine kar diya, maine kar diya Dekh maine kar diya, maine kar diya Dekh maine kar diya, maine kar diya Dekh maine kar diya, maine kar diya Dekh maine kar diya, maine kar diya Dekh maine..
Song details
- Singer: Fotty Seven
- Composer: Fotty Seven
- Lyricist: Fotty Seven
Song video
director: Doofpix
director of photography: Vinay Yadav
genre: Hip-Hop(Rap)
music label: Kalamkaar