Roman script

Socha na tha chhut jayega
Mere hathon se aise tera hath
Socha na tha tu mud jayega
Raste mein chhod ke mera sath
Thokar lagi hai thaam le phir zara
Aise mein chhad ke mainu kitte chal diya
Ho vairiya mainu dass de zara
Tere bina seekha nahin
Kalle kalle chalna
Tere bina seekha nahin
Gir ke sambhalna
Tere bina seekha nahin
Kalle kalle chalna
Tere bina seekha nahin
Gir ke sambhalna
Aye dil sambhal ke mujhe bhi sambhal le
Ab na raha pehle jaisa
Sacchi mohabbatan ke kadar na hove
Kyun hota hai aisa.. Hmm..
Sacchi mohabbatan ke kadar na hove
Kyun hota hai aisa
Tere bina seekha nahin
Kalle kalle chalna
Tere bina seekha nahin
Gir ke sambhalna
Tere bina seekha nahin
Kalle kalle chalna
Tere bina seekha nahin
Gir ke sambhalna
Aa.. Aa..

Song details

Song video

Watch on YouTube

cast: Nisha Guragain, Amit Singh Gurjar, Sarika Raghwa

director of photography: Salam Salih

music label: Zee Music Company