Roman script
Meri rooh ki dahleez par Tera naam har ek jagah hai Mujhe hai khabar mere humsafar Mere liye tu bana hai Mere dil ko tu leta hai chhu Jitni dafa bhi mila hai Mere pyar ki tu zindagi Mujhe sirf itna pata hai Kuch din se rehne lage ho Tum dhadkan mein aakar Rehne lage tum dil mein kasam se Chhin ko humko le gaye hum se Puchh le chahe jis mausam se Tum yaara ho ho Rehne lage tum dil mein kasam se Chhin ko humko le gaye hum se Puchh le chahe jis mausam se Tum yaara Milte hi tujhse pehli dafa mein Neend bhi gum hui zindagi si Dooba hoon main teri aashiqui mein Behaal khud ko bana ke Aadat teri mujhko yun lagi hai Pagal sa dhund tujhe har gali mein Dil muskurata hai yeh khushi se Didaar tera jo paaye Tere liye hai mashwara ja tu kahin aur ja 100 dard hain ishq mein na tu mere paas aa Bechaini badh jati hai Paas tumhare aakar Rehne lage tum dil mein kasam se Chhin ko humko le gaye hum se Puchh le chahe jis mausam se Tum yaara ho ho Rehne lage tum dil mein kasam se Chhin ko humko le gaye hum se Puchh le chahe jis mausam se
Song details
- Singer: Stebin Ben
- Singer: Aishwarya Pandit
- Composer: Nayeem-Shabir
- Lyricist: Arafat Mehmood
Song video
singer: Stebin Ben, Aishwarya Pandit
director: Vinnil Markan
cast: Stebin Ben, Kavya Thapar
director of photography: Anshuman Mahaley
music label: Zee Music Company