Roman script
Aankhein target pe focus jaise cheel main Baaki rapperon ke liye karoon bad feel main Karoon perform better under pressure main Aage ho deewar toh ban jaata hoon keel main Game poori tight rakhoon deta nahi dheel main Har gaadi ka ek hi number leta poori feel main Hater jo kabhi koi feeling le le zyada Bin baat lage haath deta usse chheel main Yaar fankaar kalamkaar saare gaano ko sajaaun Jaise khaata alankaar bas meal mein Naye launde fame ke chakkar mein Apne size se bhi badi baatein bol jaate feel feel mein Kitne ehsaan faraamoshon ko career diye hai Khairaat mein neki karke jheel mein Number ek zero tha main school mein Aur ab kam se kam saat zero meri har ek deal mein Kitna kuch karna hai time bada kam hai Bade bade plan hai mind mera numb hai Laptop pe mere har gaana bomb hai Badshah pe sone waala har koyi dumb hai Yahaan tak pohocha main bas apne dum pe Bollywood hollywood sab apne *#* pe Sunte hai shuru se jo yaad hoga unhe Aaj gaano pe hamaare hi log maare jumpey Hardwork hai ye koyi hua nahi jaadu Main hi chacha chaudhary main hi hoon sabu Duniya naache hoke gaano pe bekaabu Rap mainstream mein laaya ye dj waala babu Chaudah saal ka tha jab pehla gaana likha Teacher bole mujhe ye kya bakwaas hai Aaj wohi teacher duniya mein gaate phirte hai Aditya singh pe unhe naaz hai Banda middle class nahin middle class soch hai Kismat hai sabkuch ye galat approach hai Jeetne se zyada haar hai zaroori Kyuki failure life ka sabse bada coach hai Bande ke chamde mein sher ki spirit Keemti hai life ka har ek minute Success mere liye one way ticket Iss saal nahin har saal no limit
Song details
- Singer: Badshah
- Film / album: THE POWER OF DREAMS OF A KID
- Composer: Badshah
- Lyricist: Badshah
Song video
director: B2GETHERPROS
director of photography: Sukh Kamboj