Roman script

Teri saundhi saundhi saanson ko

Saanson ko, saanson ko

Teri raat se jaagi aankhon ko

Aankhon ko, aankhon ko

Waada mera waada hai

Na jaunga main chhad ke

Waada mera waada hai

Na jaunga main chhad ke

Reh jaunga main inme hi bas ke

Reh jaunga main inme hi bas ke

Saanjh sakaare naina mere

Dekhein tujhko datt ke

Reh jaunga main tujhme hi bas ke

Reh jaunga main tujhme hi bas ke

Hmm.. Hmm..

Maahi ve reh jaunga tujhme hi

Hmm.. Hmm..

Dil ne baandhi dil se tere

Preet ki hai doriyan

Apne hathon rab ne hi

Jodi hai yeh jodiyan

Ho kabhi jo ankh se ojhal tu mere sohneya

Umra se lamba lage lamha lamha maahiya

Waada mera waada hai

Na jaunga main chhad ke

Waada mera waada hai

Na jaunga main chhad ke

Reh jaunga main inme hi bas ke

Reh jaunga main inme hi bas ke

Saanjh sakaare naina mere

Dekhein tujhko datt ke

Reh jaunga main tujhme hi bas ke

Reh jaunga main tujhme hi bas ke

Ek pal mein jag yeh saara

Soona mera ho gaya

Saaya mere khwaab ka

Aansuon mein kho gaya

Saat janmon ka safar yeh

Sath apna hai piya

Na ruke thhe na rukenge

Yeh kadam oh saathiya

Waada tera waada tha

Na jayega tu chhad ke

Waada tera waada tha

Na jayega tu chhad ke

Reh jayega tu mujhme hi bas ke

Reh jayega tu mujhme hi bas ke

Waada mera waada hai

Na jaunga main chhad ke

Waada mera waada hai

Na jaunga main chhad ke

Reh jaunga main tujhme hi bas ke

Reh jayega tu mujhme hi bas ke

Reh jaunga main tujhme hi bas ke

Reh jayega tu dil mein hi bas ke

Hmm.. Hmm..

Hmm.. Hmm..

Reh jayega tu mujhme hi bas ke..

Explore this song