Roman script
1 Number wali gaadi rakhne wala launda 2 Number wali daadi rakhne wala launda Yaar dilli se mohali rakhne wala launda Lekin bandi bas pahadi rakhne wala launda Paise ki baat na ho to ho jata behara launda Chup chaap kisi ko kuch bhi na keh raha launda Center tak jaankari rakhne wala launda Kanche Kaafi zyada bhari rakhne wala launda Jaden Smith Fashion Titch karne wala launda Kabhi bhi bhaiyo pe na Snitch karne wala launda Six Nine naahi na he naam se or nahi kaam se Side'in kabhi bhi na switch karne wala launda Gas puri banata sode paani wala launda Bandi se puch kitne chaude seene wala launda Hater'on ko bhi feel bad dene wala launda Guddi pe taid taid taid... Har baar Cheer faad karne wala Tere Career ke saath khilwaad karne wala launda Panga nahi chota mota lene wala launda Jalnewalo ke muh mein launda dene wala laun..da Get It yeah eh! yeah eh! yeah eh! Teri maa ki fruit chaat khane wala launda Muh na khole puch taach mein yeh wala launda Tatti rapper'on ko kabz dene wala launda Hindi Rap mein launda shabd dene wala launda Bada bhai cheer faad dene wala launda Tera bhai G Faad dene wala launda Chhota bhai G saar dene wala launda Mauka dekh seedha teer baad dene wala launda Cicle Career Jet karne wala launda Baal ho ya bandi wet karne wala launda ya toh out ya to 100 aisa khele kaunda Kaise bhi ho pitch sehwag jaisa pele launda Kaale Sheeshe aali gaadi chale baitha launda High Beam Jaise Taura maare aisa chaunda Saare bhaaje door haande aise chon mein launda Baat kare DCP Te le ke SHO mein launda Jab tak rehta chup chaap lagta badhiya launda Koyi kare ungli zyada deta saria launda Dinn raat kari ek tabhi chadh gaya launda Saare hote motivate kaam aisa kar gaya launda Are Ho jaye fir! hahah! Seedha muh mein wifi dene wala launda Bongchie Ke Bina High dene wala lauda D se pehle Excite karne wala launda Sakhti dekh Left Swipe karne wala launda Kylie ke lips hai ye shine dene wala launda Punch pe punch punch line dene wala launda Pele bhai Messi Ronaldo Maradona Ghughat odh liya? kar ab pairi pauna Amul ki tikki zubaan pe butter launda Hand pump ukhade gaddar launda Mubarak ho bali hua pura heera launda Helmet pehan lo chalne wali Hero Honda Sunn naa ahh ahh kar dega ye launda Bina Chorus ke gaane hit kar dega ye launda Har ek shabd mein majje dene wala launda Pata to hai ki hasa dene wala launda Memes se gaana pura bhar dene wala launda Mitha sa pyaar ka ek dard dene wala launda Fotty bhi bole behn** tu hai galt launda It's yo boy bole haashmi hai murder launda Mere jaise koyi na iklauta launda Nicki Minaj mein jo fit mera Anaconda
Song details
- Singer: Badshah
- Singer: Fotty Seven
- Singer: Bali
- Film / album: THE POWER OF DREAMS OF A KID
- Composer: Badshah
- Lyricist: Badshah
- Lyricist: Fotty Seven
- Lyricist: Bali
Song video
singer: Badshah, Fotty Seven, Bali