Roman script
Aaj raaton mein niklegi gaadi Jebon mein hai paisa andha par dil hai khali Jana teri yaadein mujhe chhodke ni jaari Koi to mitado! Aaj raaton mein niklegi gaadi Jebon mein hai paisa andha par dil hai khali Jana teri yaadein mujhe chhodke ni jaari Koi to mitado! Ye kaisa banaya khel ke jal gaye hum dono Ye kaisa karaya mel bichadh gaye hum dono Hua qismat ka tha fer na ghar gaye hum dono Aaj main bann gaya vo insaan ke darr gaye hum dono Eh! Suna hai maine mele lagte hain duniya mein Bura karein to sachhi nazrein ni milti Ab humse wo bhi saale nazro ke sher kahein Dafan bando ki jinhe kabrein ni dikhti Aaj tera king jahaan khada chakka jaam Tora hai poora meri zindagi nai aam Afwaahon pe kyu rakhti nazar Meri baahon mein pada hai sach poora sare aam Meri aankhein hai laal jaise sadiyo se soyi na ho Dikhun main khush jaise koi cheez khoi na ho Aake sunaado koi ye sachhi khabar Wo mujhe chhod ke hai khush mere liye kabhi royi na ho Haan mujhe yaad tere bina kya safar raha Main wafadaar bas is baat ka sabar raha Suna afwah ye nikli sach teri zindagi mein Main raha nahin par mere naam ka asar raha Ohh aaj kaafi dukha mann hai Ohh nasha poora aankhe bhand hai Ohh sab jante ye baat Raja tere liye hua badnaam...Meri jaanaa Aaj raaton mein niklegi gaadi Jebon mein hai paisa andha par dil hai khali Jana teri yaadein mujhe chhodke ni jaari Koi to mitado! Aaj raaton mein niklegi gaadi Jebon mein hai paisa andha par dil hai khali Jana teri yaadein mujhe chhodke ni jaari Koi to mitado! Ohh aaj kaafi dukha mann Ohh nasha poora aankhe bhand Ohh sab jante ye baat Raja tere liye hua badnaam... Ohh aaj kaafi dukha mann Ohh nasha poora aankhe bhand Ohh sab jante ye baat Raja tere liye hua badnaam...Meri jaanaa!!
Song details
Song video
director of photography: Rohan Dutta
genre: Hip-Hop (Rap)