Roman script

Karte huye

Khwaabon se dosti hum karte gaye

Bunte huye

Taaron ke ashiyan hum bunte gaye

Dil ka kya tha pata

Dil ko sambhale bhi hum

Chalte gaye

Kya hai dil o.. Kyun hai dil

Ruyi mein lapete rakha tha yeh dil

Kya hai dil o.. Kyun hai dil

Ruyi mein lapete rakha tha yeh dil

Bikhar gaya bikhar gaya kyun

Bikhar gaya bikhar gaya kyun

Batorta raha un tukdon ko jinmein tu

Tu tha chhupa

Phuslata raha behlata raha

Un lamhon ko jismein teri thi sada

Ghum gaye woh kaafile

Toone to kaha tha rahenge sada

Ghum gaya tu kahan

Toone to kaha tha hum rahenge aise sada

Bikhar gaya bikhar gaya kyun

Bikhar gaya bikhar gaya kyun

Explore this song