Roman script

karte huye

khwabon se dosti hum karte gaye

bunnte huye

taaron ke ashiyaan hum bunte gaye

dil ka kya tha pata

dil ko sambhale bhi hum

chalte gaye

kya hai dil aur kyun hai dil

rui mein lapete rakha tha yeh dil

kya hai dil aur kyun hai dil

rui mein lapete rakha tha yeh dil

bikhar gaya bikhar gaya kyun

bikhar gaya bikhar gaya kyun

batorata raha unn tukdon ko jinme tu

tu tha chhupa

phuslata raha behlata raha

unn lamhon ko jisme teri thi sada

ghum gaye woh kafile

toone to kaha tha rahenge sada

ghum gaya tu kahan

toone to kaha tha hum rahenge aise sada

bikhar gaya bikhar gaya kyun

bikhar gaya bikhar gaya kyun.

Explore this song