Roman script
Hogi na iski khata Naadan hai dil yeh mera Hai yeh bas teri adaa Yeh na samajh paayega Aise na mujhe tum dekho Pyaar ho jaayega Aise na mujhe tum dekho Dil sambhal na paayega Aise na mujhe tum dekho Pyaar ho jayega Tu jahaan pe rehta hai Din wahin pe kat'ta hai Dus dafa yeh khamakha Wahaan se guzarta hai Chhoo lena haath tera Kar lena baat tera Hai yeh bas teri adaa Yeh na samajh paayega Khamakha kahin iss dil ko Pyaar ho jayega Khamakha kahi iss dil ka Chain kho jayega Aise na mujhe tum dekho Pyaar ho jayega I can feel You in my heart You in my arms Jab se tujhe dekha hai Bekaraar rehta hai Tere khayalon mein yeh Beshumaar rehta hai Has lena dekh zara Tak lena ek dafaa Hai yeh bas teri adaa Yeh na samajh paayega Aise na mujhe tum dekho Pyaar ho jaayega Aise na mujhe tum dekho Dil sambhal na paayega Aise na mujhe tum dekho Pyaar ho jaayega Ho... Yeah.. Na na na
Song details
- Singer: Ishaan Khan
- Composer: Ishaan Khan
- Lyricist: Sayeed Quadri
Song video
director: Bobby Khan
cast: Ishaan Khan, Ritika Badiani
choreography: JOJO khan
music label: Blive Music