Roman script
I feel nobody without me I feel nobody without me I feel nobody without me I just need myself! We feel like 90s, jawaan hai saare Aankhon mein duniya sajaa rahe Kehna kya chah rahe ye na bata paa rahe Aur koi bhi samjha nahin We feel like 90s, jawaan hai saare Aankhon mein duniya sajaa rahe Kehna kya chah rahe ye na bata paa rahe Aur koi bhi samjha nahin Ya shayad meri hi hai saari galti Jo aaj tak koyi mujhe samjha nahin Logo se hai duriyaan bhi kaafi karli Aur sach maano maine koi galti na kari Koyi kare baat dharam ki To koyi kare baat bharam ki To koyi tole jaat sanam ki Main bas maanu baat karam ki Soche raqam ye muft mili hai Isliye jebein garam ki Main kyun na bakun aiso ko galiyan Jo karte na baat marham ki Fu*k diss! Chahe mat kahna lyrically great Bas itna hi gaana log karein jo relate Bas itna kamana roj karun celebrate Bas itna hi khana mera bhar jaye pet Roti nafrat se kamayi nahin Jalan meri maa ne sikhai nahin Maine akkal se paisa kamaya Paise se akkal ye kamai nahin I feel nobody without me I feel nobody without me I feel nobody without me I just need myself! We feel like 90s, jawaan hai saare Aankhon mein duniya sajaa rahe Kehna kya chah rahe ye na bata paa rahe Aur koi bhi samjha nahin We feel like 90s, jawaan hai saare Aankhon mein duniya sajaa rahe Kehna kya chah rahe ye na bata paa rahe Aur koi bhi samjha nahin Ya shayad meri hi hai saari galti Jo aaj tak koyi mujhe samjha nahin Logo se hai duriyaan bhi kaafi karli Aur sach maano maine koi galti na kari Jab bhi karun, main dil ki baat Sab kehte "Samajhte gaye"! Par koi samajhta nahin.. Jab bhi karu beete kal ko yaad Jhooth kahun aajtak ek aansu bhi jhalka nahin Jhooth bolta hun kabhi kabhi khud se ke Naam ko dekhke duniya nahin aati hai Jab janta hun sab hai galat Meri jaan alag se tu kya banna chahti hai? Woah! I'm not making me to look right But I'm taking you to best ride Jahan saare hum khushnuma dikhte hai Ghar wale bhi ye nahin jante hum karein fight Kabhi khudse kabhi is duniya se Dukh mile jitna hum kehte it's all right Kahi ghar wale kose na kehke ke Sab kuch free hai like we have never paid a price I feel nobody without me I feel nobody without me I feel nobody without me I just need myself! We feel like 90s, jawaan hai saare Aankhon mein duniya sajaa rahe Kehna kya chah rahe ye na bata paa rahe Aur koi bhi samjha nahin We feel like 90s, jawaan hai saare Aankhon mein duniya sajaa rahe Kehna kya chah rahe ye na bata paa rahe Aur koi bhi samjha nahin Ya shayad meri hi hai saari galti Jo aaj tak koyi mujhe samjha nahin Logo se hai duriyaan bhi kaafi karli Aur sach maano maine koi galti na kari
Song details
Song video
director: Xmiikey