Roman script

Khwabon se kehdo nazar mein na aaye

Waado ki tarah tere yeh bhi toot jaayein

Khwabon se kehdo nazar mein na aaye

Waado ki tarah tere yeh bhi toot jaayein

Dard kab talak mera hoga humsafar

Jata kyun nahin teri tarha chhod kar

Yaadon se kehdo na yun pas na aaye

Waado ki tarah tere yeh bhi toot jaayein

Na na na na na..

Na na na na na.. Oh..

Toot'ta hai har ik dil

Tootna hi dil ki manzil hai

Saari duaa saari wafa

Iss sajis main sab shamil hai

Toot'ta hai har ik dil

Tootna hi dil ki manzil hai

Saari duaa saari wafa

Iss sajis main sab shamil hai

Gairon ki bahon main milne lagi ho

Ab toh ye bhi kubool mujhe

Bhul gaye jo tujhe ik pal mein

Tu bhi ja ab bhool usse

Teri gali ab na kabhi aaunga main oh yaara

Bas dil se kehdo darmiyan na aaye

Waado ki tarah tere yeh bhi toot jaayein

Khwabon se kehdo nazar mein na aaye

Waado ki tarah tere yeh toot jaayein

Explore this song