Roman script

Yeyi ae yoo nare na na no

Wo o....

Sannata hi sannata hai Galiyon mein hai tanhai

Sannata hi sannata hai Galiyon mein hai tanhai

Sheharon ko chhod chhad ke

Aaj gaav ki yaad hai aayi

Sheharon ko chhod chhad kar

Aaj gaav ki yaad hai aayi

Phirse wohi mehka sa aangan ho

Jab chahe udd jayein jab chahe mud jayein

Jab chahe udd jayein jab chahe mud jayein

Apne desh ko..

Kudarat ko loota

Maanush ko loota saphed chola odhe

Maal jamkega langota

Maas machi jo mila sab kha gaye

Maanav ke bhesh mein baba dekho danav aa gaye

Naam bhagwan ka paisa andar kiya

Bhrasht har ek dar har ek mandir kiya

Ab saja papo ki jab hai milne lagi

Duniya thar thar dar se hai hilne lagi

Hogi na humse bhool sikh mil gayi hai baba

Hogi na humse bhool sikh mil gayi hai ab

Hum bache hai tere bhole ab to maaf karna

Ab to maaf karna..

Main phasa paradesh mein meri amma bitiya roye

Main phasa paradesh mein meri amma bitiya roye

Aisa bhi kya gunah kiya re maanus pinjare mein roye

Bhole aisa bhi kya gunah kiya re maanus pinjare mein roye

Thak gaye saye saye nindiya hoye

Thak gaye saye saye nindiya hoye

Phirse wohi mehka sa aangan ho

Jab chahe udd jayein jab chahe mud jayein

Jab chahe udd jayein jab chahe mud jayein

Apne desh ko

Phirse wohi mehka sa aangan ho

Phirse wohi mehka sa aangan ho

Explore this song