Roman script

Jitni dafa janam loon main

Utni dafa tera ban ke rahoon

Ishq mera hai pakeezah

Sau sau dafa sar-e-aam kahoon

Main tumhara hoon tumhara

Kisi gair ka nahi

Kisi gair ka nahi

Main tumhara hoon tumhara

Kisi gair ka nahi

Kisi gair ka nahi

Tere bin tha main adhoora

Tujhe milke hua mukammal

Maine Rab se ye kaha

Tere bin jeena nahin ek pal

Tujhse juda hua agar toh

Khud se juda ho jaaunga

Main tumhara hoon tumhara

Kisi ghair ka nahi

Kisi ghair ka nahi

Main tumhara hoon tumhara

Kisi ghair ka nahi

Kisi ghair ka nahi

Main hawa mein ghol dunga

Ishq apna iss tarah

Tum karoge naaz mujhpe

Mera waada hai humnavaa

Taarifein teri har pal

Gaa kar ke sunaaunga

Main tumhara hoon tumhara

Kisi gair ka nahi

Kisi gair ka nahi

Main tumhara hoon tumhara

Kisi gair ka nahi

Kisi gair kaa nahi

Main tumhara.. tumhara.. hmm..

Explore this song