Roman script

Dekho dekho dekho dekho ho raha hai kya

Dekho dekho dekho dekho tujhse mere yaar

Kabhi na kabhi na kabhi kar de ikraar

Kiya hai kiya hai maine bahut intezaar

Dekho dekho dekho dekho ho raha hai kya

Dekho dekho dekho dekho tujhse mere yaar

Kabhi na kabhi na kabhi kar de ikraar

Kiya hai kiya hai maine bahut intezaar

Intezaar.. Intezaar..

Kabhi na kabhi na kabhi kar de ikraar

Kiya hai kiya hai maine bahut intezaar

Mujhe yaadein aakar teri bechain bana jaati hai

Aashiq ko ishq mein bas dua kaam aati hai

Ye kaisa haal kiya tere pyaar ne bata

Neend aati hai tu aankhe meri bura maan jaati hai

Chanda ki chandani pade tere tann pe

Jalta hai mann mera prem ki agan me

Aaja le chalu main tujhko saatve gagan pe

Jiya nahin jaata mujhse aur iss tadpan me

Karta hu intezaar karna chahta hu ikraar

Tujhe dhundhu tere shehar mein

De baitha hu main ishtehaar

Yaa aar kar yaa paar haan

Mujhe karke dekh pyaar haan

Main saare vachan nibhaunga

Main launda zamuna paar ka

Mehshus karna chahta hu teri mithi saanso ko

Aur kuch na dikhe itne paas teri aankho ko

Aagosh mein jo ghere baithe tere un hathon ko

Tu phool hai gulaab ka to seh lu tere kaanto ko

Dekho dekho dekho dekho ho raha hai kya

Dekho dekho dekho dekho tujhse mere yaar

Kabhi na kabhi na kabhi kar de ikraar

Kiya hai kiya hai maine bahut intezaar

Dekho dekho dekho dekho ho raha hai kya

Dekho dekho dekho dekho tujhse mere yaar

Kabhi na kabhi na kabhi kar de ikraar

Kiya hai kiya hai maine bahut intezaar

Intezaar.. Intezaar..

Kabhi na kabhi na kabhi kar de ikraar

Kiya hai kiya hai maine bahut intezaar

My love is endless

I want you give me your side

I ride to the moon

Don't you forget this I love you

Always in my mind I just wanna see you through

Karta hu main pyaar beshumaar beshumaar

Socha na socho na mera pyaar beshumaar

Abhi abhi aa gaya ve kal ikraar main na manunga

Abhi abhi aa gaya ve kal ikraar main na manunga

Dekho dekho dekho dekho ho raha hai kya

Dekho dekho dekho dekho mujhse mere yaar

Kabhi na kabhi na kabhi kar de ikraar

Kiya hai kiya hai maine bahut intezaar

Explore this song