Roman script
Kal tak tha main sabka pyaara Aaj chor ban gaya Gaana hit phir bhi inke liye Shor ban gaya Gande rap karne wala sellout wh*re ban gaya Sahi band hota tha par Ab kuch aur ban gaya Bhai paise wala hai sare paid views hain Badshah ne di donation Hat fake news hai 24 ghante rahta high Ek number ka nashedi Stage par chadhne se pehle Peeta Grey Goose hai Saare culture ki maa bhen ek kar daali Folk gaana sample karke mistake kar daali Iss se acha to wo doosra singer hota tha Isne to bhai saari hadein break kar daali Inko nazron mein mera har ek gaana pit'ta hai L*de jaisie shakal hai Gende jaise dikhta hai Music copy karta hai Fuddu rap likhta hai 10 saal industry mein aise koi kaise tikta hai Mujhe samjhao.. Karta raha hoon jo bhi mera kaam hai Badnam hoon kyunki mera naam hai Ye jaal bichaya sareaam hai Aaj mujh par lage ilzaam hai Karta ja raha hoon jo bhi mera kaam hai Badnam hoon kyunki mera naam hai Ye jaal bichaya sareaam hai Aaj mujh par lage ilzaam hai Ab baat kuch aise YouTube channel'on ki Jinko mujhse zyada hi dikkat ho rakhi hai Inko munh lagne ka koi faida na laga mujhe Isiliye inki itni himmat ho rakhi hai Facts jaane bina gaali pe gaali wah Badshah toh ek dum jaali hai jaali wah Gaane flop hai phir bhi saari jagah No. 1 Is baat pe to banti hai taali wah Upar khali kya, ya phir goon hai Ya bas paison ke liye khulta ye mooh hai Chor main nahi, chor tu hai Tere muh aur kaam dono pe hi thoo hai Naam kamaya kyunki kari maine mehnat Aaj jo bhi hoon main upar wale ki hai rehmat Chehre pe hansi hai dil mein dard hai hazaar Marke bhi mazaa degi tumhe meri mazaar Karta ja raha hoon jo bhi mera kaam hai Badnam hoon kyunki mera naam hai Ye jaal bichaya sareaam hai Aaj mujh par lage ilzaam hai Karta ja raha hoon jo bhi mera kaam hai Badnam hoon kyunki mera naam hai Ye jaal bichaya sareaam hai Aaj mujh par lage ilzaam hai
Song details
- Singer: Badshah
- Film / album: 3AM Sessions
- Composer: Badshah
- Lyricist: Badshah
Song video
mix and master: Aditya Dev