Roman script
Wo chahtein hai meri aawaz ko band karna Par wo kar nahin payenge Kisi ka khuaf nahin kisi ka dar nahin Yeah! Sez on the beat boy! Listen! Game check check yeh game on hai Tu mera nashta kekda or grown hai Main hu reality tera sab kuch chrome hai Future se aaya tera bhai megatron hai Itni tez na dikhayi du Free voice main sabko sunai du Nakli rap se grasat sab logo ko dawai du Inke rap hai chuttad hath khol ke jamhai lu Meri team pro mujhe coach nahin chahiye Meri army solid fake josh nahin chahiye Do muh wala mujhe ek dost nahin chahiye Success ke nashe mein mujhe hosh nahin chahiye Roshni nahin chahiye Is yuva aawam ko pehchan chahiye Yahan har ek gumnaam ko bhagwan chahiye Yaha har ek imaan ko imaan hone nahin deta ek Allah or ram ko Aawaz ye azaad hai (aawaz ye azaad hai) Ye mangti jawab hai (ye mangti jawab hai) Isse band tum karoge to (ise band tum karoge) Ye aawaz aatankwaad hai (ye aawaz aatankwaad hai) Aawaz ye azaad hai (aawaz ye azaad hai) Ye mangti jawab hai (ye mangti jawab hai) Isse band tum karoge to (ise band tum karoge) Ye aawaz aatankwaad hai (ye aawaz aatankwaad hai) Main fan bhagat singh ka gulami nahin sehta Khud pe hai bharosa aasman mein muh rehta Hath mein kalam kagaz par pani sa hu behta Mehnat se bana pull jo aasani se nahin dehta Fir se laya hip-hop wali baat cheet Hop maane movement hip yani gyan bhi Dharam itne saare kisko maanu main hu naastik Paar mere slaughter house content hai ye graphic Too much real logo ko hazam nahin Sabko convence karu unki mian maa ka main khasam nahin Aisa konsa nagasaki jo humne kiya bhasam nahin Ye hai pure art off white balenciaga wala tashan nahin Mujhme hai sabar tabhi shant hu main pani sa Shamta itni roop le lu main tsunami ka Main kaun hu mera wajood kya Ye likha jayega main hissa jab sunaoge Hip-hop ki kahani ka.. Aawaz ye azaad hai (aawaz ye azaad hai) Ye mangti jawab hai (ye mangti jawab hai) Isse band tum karoge to (ise band tum karoge) Ye aawaz aatankwaad hai (ye aawaz aatankwaad hai) Aawaz ye azaad hai (aawaz ye azaad hai) Ye mangti jawab hai (ye mangti jawab hai) Isse band tum karoge to (ise band tum karoge) Ye aawaz aatankwaad hai (ye aawaz aatankwaad hai) Yeah aazadi Mujhe pasand hain Panchi hu.. Ye aasaman mera hain Main uduga.. Uncha.. Unchaa.. Or uncha.. Kyuki aawaz ye aazad hai Aazad hai.. Yeah..
Song details
- Singer: Ikka
- Composer: Sez On The Beat
- Lyricist: Ikka
Song video
director: Inflict
genre: Hip-Hop (Rap)
music label: Fab Entertainment