You Get Me Rocking And Reeling (Remix) - मेरे ख्वाबो में रहती है मेरी निंदो में जगती है lyrics by Neeraj Shridhar

Table of Contents: Lyrics
You Get Me Rocking And Reeling (Remix) - मेरे ख्वाबो में रहती है मेरी निंदो में जगती है
Artist:Neeraj Shridhar
Album:Billu Barber
Year:2009
Genre:song
Lyricist:Sayeed Quadri
Music Director:Pritam Chakraborty

Lyrics

mere khawbo me rahti hai meri needo me jagti hai 
main tera naam jab bhi lu saanse mehak jati hai 
you get me rocking and reeling
you are so wonderful feeling 
ishq me tere dil rab se juda hai
maine duniya bhulayi hai 
husn pe tere dil itna fida hai
maine hasti mitayi hai 
khudaya khair khudaya khair
khudaya khair khudaya khair
don' t be so curious, nothing mysterious
its only love that' s moving all around us
love is so odorous, love is so marvelous
it' s got so fine since the day it fine us
love is odorous, love is odorous
main agar chup rahu tujhko hi to sunu
main agar kuchh kahu wo teri ho sada
main jaha ab jau tujhko hi sang paau
chahu ke na chahu dikhe tu har jagah
meri saanso me ghulti hai mere lamho me palti hai
kabhi uljhi kabhi suljhi yaado me tu milti hai
you get me rocking and reeling 
you are so wonderful feeling
ishq me tere dil rab se juda hai 
maine duniya bhulayi hai
husn pe tere dil itna fida hai 
maine hasti mitayi hai
khuda ya khair khuda ya khair
khuda ya khair khuda ya khair
khuda ya khair khuda ya khair
khuda ya khair khuda ya khair
mujhe jab tu jaha milti hai baaho me meri khilti hai
i wanna hold u tight never wanna let go, oo oh
dil tere hi sadke jaye mit jaye fanna ho jaye
i never giving upon u i wanna dont know, oo oh
lehar jaise machalti hai kinare se sambhalti hai
lage shabnam ke katro si phulo pe tu chalti hai
she get me rocking and reeling 
she is so wonderful feeling
ishq me tere dil rab se juda hai 
maine duniya bhulayi hai
husn pe tere dil itna fida hai 
maine hasti mitayi hai
khuda ya khair khuda ya khair
khuda ya khair khuda ya khair
khuda ya khair khuda ya khair
khuda ya khair khuda ya khair
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song