Tu Us Par Mai Is Par - तू उस पार मैं इस पार lyrics by Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar |
| Album: | Agni Rekha |
| Year: | 1973 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Kavi Pradeep |
| Music Director: | Kalyanji Anandji |
Lyrics
mai is par tu us par mai is par tu us par kya apni takdir hai dukh na karo tumhari hu mai alag bhale hi sarir hai mai is par tu us par mai is par dekh raha dur se mai dekh raha dur se mai maun tapasya ye teri maun tapasya ye teri bhulo ise bhagya me thi agni pariksha ye meri agni pariksha ye meri apne hi ghar hai tu mehman apne hi ghar hai tu mehman kya mathe ki lakir hai dukh na karo tumhari hu mai alag bhale hi sarir hai mai is par tu us par mai is par sapne tere sapne mere sapne tere sapne mere bol ye kis din khilenge bol ye kis din khilenge ye to janam beet gaya agle janam me milenge agle janam me milenge apne liye hi vidhi ne rachi apne liye hi vidhi ne rachi kyu aisi taswir hai dukh na karo tumhari hu mai alag bhale hi sarir hai mai is par tu us par mai is par
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Agni Rekha
- Composer: Kalyanji Anandji
- Lyricist: Kavi Pradeep