Roman script
Aisi na baarish huyi thi kabhi Ehsaas aisa na aaya kabhi Tumko bhula ke jeena pade Aisa na humne chaha kabhi Aisa na humne chaha kabhi Sathiya tere bina Meri raatein aur din kahan Tujhe sochun tujhe mangun Mera khuda mera jahan Tu jo mere paas hai Saari duniya main bhula doon har gum Tere mere darmiyan Raahon mein palkein bichha doon Dhadkanein bhi aise badhti nahin Saansein tere bina chalti nahin Rahungi sath tere Tu rahe paas mere Na honge faasle yeh vaada kiya.. Aisi na baatein huyi thi kabhi Ehsaas aisa na aaya kabhi Tere bina yoon jeena pade Aisa na humne chaha kabhi Aisa na humne chaha kabhi Mahiya tere bina Meri raatein aur din kahan Tujhe sochun tujhe maagun Mera khuda mera jahan !
Song details
- Singer: Kartik Kush
- Singer: Jyotica Tangri
- Composer: The Purple Dot
- Lyricist: Sanjeev Pandey
Song video
singer: Kartik Kush, Jyotica Tangri
director: Samrat Shakya
cast: Manjul Khattar, Rista Basnet
music label: Zee Music Company