Roman script

baware naina huye na aaye sajana

baware naina huye na aaye sajana

suna pada hai mora dil ka angana

suna pada hai mora dil ka angana

ud jaye man mera, ye pankh jo laga

ud jaye man mera, ye pankh jo laga

dhunde ab ye man aaja re sajana

aaja re sajana, aaja re sajana

baware naina huye na aaye sajana

baware naina huye na aaye sajana

kya kya the sapne arman ye apne

jane kyu ye dukh ki aayi raina

kya kya the sapne arman ye apne

jane kyu ye dukh ki aayi raina

machala hai ab ye man, dekhe hai kitne rang

machala hai ab ye man, dekhe hai kitne rang

nind na aave bairan raat kate naa

nind na aave bairan raat kate naa

baware naina huye na aaye sajana

baware naina huye na aaye sajana

suna pada hai mora dil ka angana

suna pada hai mora dil ka angana

baware naina huye na aaye sajana

baware naina huye na aaye sajana

sajana, sajana, sajana, sajana

Explore this song