Saathi Mere Tum Jo Bane Sara Jahan Mere Sath Aa Gya - साथी मेरे तुम जो बने सारा जहान मेरा साथ आ गया lyrics by Suresh Wadkar, Kanchan

Table of Contents: Lyrics
Saathi Mere Tum Jo Bane Sara Jahan Mere Sath Aa Gya - साथी मेरे तुम जो बने सारा जहान मेरा साथ आ गया
Artist:Suresh Wadkar, Kanchan
Album:Sau Din Saas Ke
Year:1980
Genre:song
Lyricist:Indeevar
Music Director:Kalyanji Anandji

Lyrics

sathi mere o o sathi mere, sathi mere tum jo bane
sara jaha mere sath aa gaya, aa gaya
jane jaa o o jane jaa, sara jaha kuch bhi nahi
hatho me jo tera hath aa gaya, aa gaya
pyase pyase mere arma puchhe, sath nibhega kab tak apna
jab tak dil me rahe ek bhi dhadkan
jab tak aankho me rahe ek bhi sapna
har dhadkan bani dulhan, bani dulhan
har dhadkan liye sapno ki tu barat aa gaya, aa gaya 
sathi mere, sathi mere, tum jo bane, tum jo bane
sara jaha mere sath aa gaya, aa gaya 
bolo bolo mere pran sawariya
rakhoge mujhko bolo tum kaise
milke rahege hum tum aise
rang mil jaye rango me jaise
rango ki, umango ki, umango ki, tarngo ki
liye sath koi barsat aa gaya, aa gaya
sathi mere o o sathi mere, sathi mere tum jo bane
sara jaha mere sath aa gaya, aa gaya
jane jaa o o jane jaa, sara jaha kuch bhi nahi
hatho me jo tera hath aa gaya, aa gaya
aa gaya, aa gaya
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details