Ras Rachao Sakhi Hilmil Gaao Sakhi - रास रचाओ सखी हिलमिल गाओ सखी lyrics by Lata Mangeshkar
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Lata Mangeshkar |
| Album: | Murliwala |
| Year: | 1951 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Bharat Vyas |
| Music Director: | Sudhir Phadke |
Lyrics
ras rachao sakhi hilmil gao sakhi mauj manao sakhi madhuban me man mohan ko sakhi bandh rakho bal baiyo ke dridh bandhan me man mohan ko sakhi bandh rakho bal baiyo ke dridh bandhan me ise bandh ke rakho jamuna, jal ki madhur hilor se shital mand pawan se bandho, chandar kiran ki dor se prano ke taro se bandho, bandho suman sugandh se sanso ke dhago se bandho, bandho hariday ke chand se naine milao man man muskao madhu ras barsao more jiwan me man mohan ko sakhi bandh rakho bal baiyo ke dridh bandhan me tum jaoge sham to vyakul ankhiya bhar bhar aayengi ye ghadiya moti ki ladiya ur par lahrayengi madhav tum bin madhuwan ki ye kaliya kumla jayegi, kaliya kumla jayegi jamuna ki ye vikal lahariya geet virah ke gayegi, preet nibha ab kahe sharmao mat bhed chupao in naynan me man mohan ko sakhi bandh rakho bal baiyo ke dridh bandhan me
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Murliwala
- Composer: Sudhir Phadke
- Lyricist: Bharat Vyas