Mai Har Janam Teri Behna Banu (Duet) - मैं हर जनम तेरी बहना बनूँ lyrics by Sadhana Sargam, Shailendra Singh
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Sadhana Sargam, Shailendra Singh |
| Album: | Dav Pech |
| Year: | 1989 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Indeevar |
| Music Director: | Anu Malik |
Lyrics
main har janam teri bahna banu tu har janam mera bhaiya bane main har janam teri bahna banu tu har janam mera bhaiya bane ek janam kya saato janam tera hi saaya sar pe rahe main har janam tera bhaiya banu tu har janam meri bahna bane rishte naate bahut hai jag me koi na rishta aisa bhai bahan ka pyar hai pawan gangajal ke jaisa main us ghar ki karu hifazat tu jis ghar ka gahna bane main har janam teri bahna banu tu har janam mera bhaiya bane desh rahe pardes rahe badlenge na irade rakhi ke dhago me chhupe hai pyar bhare kuch vaade buri najar koi chhu na paye tu mera laaj rakhiya bane main har janam tera bhaiya banu tu har janam meri bahna bane ek janam kya saato janam tera hi saaya sar pe rahe main har janam teri bahna banu tu har janam mera bhaiya bane ho ho ho ho
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()