Roman script
Sochta hoon main har ek din yeh Kya baatein karoon Kya jaanu main tujh se Kehta hoon main har din khud se Sapna hai tu paun tujhe kaise Roj yoon kho raha hu Bevajah gaa raha hu Raat din tera naam lu Kabhi kabhi lagta hein Ki tu ikk apna hein Tere bin ab main kya karoon Kya karoon main? Meri iss haalat pe Mujhe yahi lagta hai Tere bin ab main kya karoon Kya karoon main? Darta tha main par ab kab se Hansta hi hu jaana tujhe jab se Rehta hi hu khoya khoya sab se Tu jo hai mila main mila hu khud se Roj yoon kho raha hu Bevajah gaa raha hu Raat din tera naam lu Tera hi naam lu main Kabhi kabhi lagta hai Ki tu ik apna hein Tere bin ab main kya karoon Kya karoon main? Meri iss haalat pe Mujhe yahin lagta hai Tere bin ab main kya karoon Kya karoon main? Chaaro taraf tu hi dikhe Kya karoon main tu bata Kho hi gaya tujh mein main Main kya karoon? Kabhi kabhi lagta hai Ki tu ik apna hai Tere bin ab main kya karoon Kya karoon main Meri iss haalat pe Mujhe yahin lagta hai Tere bin ab main kya karoon Kya karoon main Kya karoon? Kya karoon? Kya karoon? Kya karoon main?
Song details
- Singer: Zaeden
- Composer: polar Beats
- Lyricist: Zaeden
Song video
music label: Artist Originals