Roman script

Aaja le chalu main rahun aaspas main

Samjhe na kyun ye ke tu mera aasna

Tujhme hi gum main tera mujhpe ikhtiyar

Hai saath tu sunle leta tera hi main naam

Chale jaaye hum tere saath

Tera mera ye afsaana

Tu aake bol lafzo ko tol naa

Dil ki khoj mein

Main tujhe hi chaha chaha chaha

Meri jaana aana woh

Dil mein sama jaa aaja aaja aana

Tu na jaane kabse ye yaadein barse

Na jaane kabse ye yaadein barse

Tryna make you last

I'm just stay in facts so

Baby forget the rest

Mat kar tu behas

Jaane jaa bejuban main khada

Tere baare main likhta mai gawah

Dil mein ummed hai tab hi main dheet hu

Kesa nasha hai tera khayaal hai

Aake tu bolde

Hum to ab bhi yahan hai teri wajah hai

Khwab na tod mere

Main tujhe hi chaha chaha chaha

Meri jaana aana woh

Dil mein sama jaa aaja aana

Tu na jaane kabse ye yaadein barse

Na jaane kabse ye yaadein barse

Chale jaaye hum tere saath

Tera mera ye afsaana

Tu aake bol lafzo ko tol naa

Dil ki khoj mein

Main tujhe hi chaha chaha chaha

Meri jaana aana woh

Dil mein sama jaa aaja aaja aana

Tu na jaane kabse ye yaadein barse

Na jaane kabse ye yaadein barse

Explore this song