Kehte Nahi Hai Hum - कहते नहीं हैं हम के वफ़ा हमसे कीजिए lyrics by Kavita Paudwal, Jaswant Singh

Table of Contents: Lyrics
Kehte Nahi Hai Hum - कहते नहीं हैं हम के वफ़ा हमसे कीजिए
Artist:Kavita Paudwal, Jaswant Singh
Album:Tareef
Year:
Genre:song
Lyricist:Payam Sayeedi
Music Director:Kuldeep Singh

Lyrics

kehte nahi hain hum ke wafa humse kijiye

kehte nahi hain hum ke wafa humse kijiye

lekin kabhi na khud ko juda humse kijiye

kehte nahi hain hum na gila humse kijiye

kehte nahi hain hum na gila humse kijiye

har baat dil ki khul ke zara humse kijiye

kehte nahi hain hum

waada wafa bhi ho ye zaruri nahi magar

waada wafa bhi ho ye zaruri nahi magar

waada to koi pyaar bahra humse kijiye

waada to koi pyaar bahra humse kijiye

har baat dil ki khul ke zara humse kijiye

kehte nahi hain hum

apni har ek saans lage humko ajnabi

apni har ek saans lage humko ajnabi

yu apne aapko na khafa humse kijiye

yu apne aapko na khafa humse kijiye

lekin kabhi na khud ko juda humse kijiye

kehte nahi hain hum

baatenge humse apna 

har ek gham har ek khushi

baatenge humse apna 

har ek gham har ek khushi

ekraar iska jaane wafa humse kijiye

ekraar iska jaane wafa humse kijiye

lekin kabhi na khud ko juda humse kijiye

kehte nahi hain hum na gila humse kijiye

kehte nahi hain hum
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song