Kaun Sunega Kis Ko Sunaye Iss Liye Chup Rahte Hai - कौन सुनेगा किस को सुनाये इसलिए चुप रेहते है lyrics by Kishore Kumar
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Kishore Kumar |
| Album: | Souten Ki Beti |
| Year: | 1990 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Sawan Kumar |
| Music Director: | Vedpal |
Lyrics
kaun sunega kis ko sunaye isliye chup rehte hai kaun sunega kis ko sunaye kaun sunega kis ko sunaye isliye chup rehte hai hamse apne ruth na jaye hamse apne ruth na jaye isliye chup rehte hai meri surat dekhne walo mai bhi ek aayina tha meri surat dekhne walo mai bhi ek aayina tha tuta jab ye shisha ye dil sawan ka mahina tha tukde dil ko kisko dikhaye tukde dil ko kisko dikhaye isliye chup rehte hai hamse apne ruth na jaye hamse apne ruth na jaye isliye chup rehte hai aaj khushi ki is mahfil me apna ji bhar aaya hai aaj khushi ki is mahfil me apna ji bhar aaya hai gum ki koi bat nahi hai hame khushi ne rulaya hai aankh se aansu bah na jaye aankh se aansu bah na jaye isliye chup rehte hai hamse apne ruth na jaye hamse apne ruth na jaye isliye chup rehte hai pyar ke phul chune the hamne khushi ki sej sajane ko pyar ke phul chune the hamne khushi ki sej sajane ko patjhad ban kar aayi bahare ghar me aag lagane ko aag me gum ki jal na jaye aag me gum ki jal na jaye isliye chup rehte hai kaun sunega kis ko sunaye kaun sunega kis ko sunaye isliye chup rehte hai isliye chup rehte hai, isliye chup rehte hai
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Souten Ki Beti
- Composer: Vedpal
- Lyricist: Sawan Kumar