Roman script

kitne yugo ke baad ye raat aayi hai sanam

ab to gale laga le

tujhe pyar ki kasam

muskan banke ab to saajan ke pass aa

aana hi hoga 

aana hi hoga 

aana hi hoga

aa janeja tu pane saajan ke pass aa

janmo se bichhde bawre saajan ke pass aa

aana hi hoga 

aana hi hoga 

aana hi hoga

kitna vishal kitna amar apna sath hai

suraj se chand taaro se pahle ki baat hai

is hath ko nibhane tu sajan ke pass aa

aana hi hoga 

aana hi hoga 

aana hi hoga

aa janeja tu pane saajan ke pass aa

janmo se bichhde bawre saajan ke pass aa

aana hi hoga 

aana hi hoga 

aana hi hoga

Explore this song