Ishq Da Chhalla - इश्क़ दा छल्ला lyrics by Udit Narayan, Sneha Pant, Alka Yagnik

Table of Contents: Lyrics
Ishq Da Chhalla - इश्क़ दा छल्ला
Artist:Udit Narayan, Sneha Pant, Alka Yagnik
Album:Surya
Year:2003
Genre:song
Lyricist:Sameer
Music Director:Aadesh Shrivastava

Lyrics

ishq da chhalla hay ishq da chhalla 
ishq da chhalla hay ishq da chhalla
ishq da chhalla hay ishq da chhalla 
hay more alla hay ishq da chhalla
chanak chanak chan chan chanak chanak chan
ise pehen ke man lalachaya raz ye maine sabse chhupaya
ise pehen ke man lalachaya raz ye maine sabse chhupaya
hay jan gaya kab sara mohalla ho 
ishq da chhalla hay ishq da chhalla
hay more alla hay subhanallah
motiyon ki chuudi sone ka kangana tere ghar ayega leke sajna
kushbuon ki doli phulon ka gehna tere ghar ayega leke sajna
ishq da chhalla hay ishq da chhalla 
ishq da chhalla hay ishq da chhalla
hay more alla hay ishq da chhalla 
ishq da chhalla hay ishq da chhalla 
ishq da chhalla hay ishq da chhalla 
hay more alla hay ishq da chhalla
teri mang me chand taare bhar dega 
ho tere naam zindagani kar dega
teri mang me chand taare bhar 
dega tere naam zindagani kar dega
ankhon me hansega kajal pairon me bajegi payal
ho tujhe dekh ke pehli nazar me ho jayega vo ghayal
are dholki bajegi nachega angana 
khushbuon ki doli phulon ka gehna 
tere ghar ayega leke sajna ishq da 
chhalla hay ishq da chhalla 
ishq da chhalla hay ishq da chhalla 
hay more alla hay ishq da chhalla
ye khel hai sab taqdiro ka koi roye koi muskaye
kya dard chhupa kiske dil me koi bhi samajh na paye
duniya me sabki banaye rab jodi koi na jane sajaye kab jodi
duniya me sabki banaye rab jodi koi na jane sajaye kab jodi
ab gunjegi shehnai mit jayegi 
tanhai ye soch ke dekho sakhiyon 
dulhan ki nazar sharamayi maan le divani tu iska kehna
motiyon ki chuudi sone ka 
kangana tere ghar ayega leke sajna
ishq da chhalla hay ishq da 
chhalla ishq da chhalla hay ishq da chhalla
ishq da chhalla hay ishq da 
chhalla hay more alla hay ishq da chhalla
ishq da chhalla hay ishq da 
chhalla ishq da chhalla hay ishq da chhalla
ishq da chhalla hay ishq da 
chhalla hay more alla hay ishq da chhalla
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details