Humko Rula Diyaa - हमको रुला दिया lyrics by Dhvani Bhanushali, Ankit Tiwari
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Dhvani Bhanushali, Ankit Tiwari |
| Album: | Batla House |
| Year: | 2019 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Prince Dubey |
| Music Director: | Ankit Tiwari |
Lyrics
dard wo kaafi na tha jo dard dene aaye ho? saansein hi bachi hai mujhme kya jaan lene aaye ho? kishmat ne kyun humko mila diya humko rula diya, humko rula diya phir se aaj yaara ye dil dukha diya humko rula diya, humko rula diya phir se aaj yaara ye dil dukha diya tu juda hoke jaane kyun mila hai sab le gaya mujhme, baaki kya raha hai? aise halaat hai ki kuch kar nahi sakte bin tere jeena hi kya? mar bhi nahi sakte aye ishq tune kya se kya kar diya humko rula diya, humko rula diya phir se aaj yaara ye dil dukha diya humko rula diya, humko rula diya phir se aaj yaara ye dil dukha diya tum chale jaona mujhe chhod ke phir se baat maano meri, pyaar jo karte humse haaye, bin tere waise bhi jinda kahan hote hai? phirte hai paagal jaise raat din rote hai chahat mein teri khud ko bhula diya humko rula diya, humko rula diya phir se aaj yaara ye dil dukha diya humko rula diya, humko rula diya phir se aaj yaara ye dil dukha diya humko rula diya, humko rula diya (humko rula diya) phir se aaj yaara ye dil dukha diya (dil dukha diya) humko rula diya, humko rula diya (phir se aaj yaara) phir se aaj yaara ye dil dukha diya
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Batla House
- Composer: Ankit Tiwari
- Lyricist: Prince Dubey