Aye Mere Mehboob Meri Zindagi - ए मेरे महबूब मेरी जिंदगी lyrics by Shabbir Kumar, Salma Agha

Table of Contents: Lyrics
Aye Mere Mehboob Meri Zindagi - ए मेरे महबूब मेरी जिंदगी
Artist:Shabbir Kumar, Salma Agha
Album:Salma
Year:1985
Genre:song
Lyricist:Hasan Kamaal
Music Director:Bappi Lahiri

Lyrics

aye mere mehbub meri zindagi aye mere mehbub meri zindagi
tu ager sath hai to dunia meri  aye mere mehbub meri zindagi
aye mere mehbub meri zindagi sath hai tu fir bhi kyu darta hai dil 
aye mere mehbub meri zindagi aye mere mehbub 
hai ye daulat ke samaroh ka samma
rishto ke dushman riwazo ka jaha ho oo
ishq ke aage hai kya sahadat or takht 
ye ishq sachayi hai jhutha hai samma dur hai dunia se dunia pyar ki
aye mere mehbub meri zindagi aye mere mehbub meri zindagi
aye mere mehbub dar hai ye dil ko katkta chhod  ke
tum chale jao na tanha chhoad ke tujhko pane ki tamnna chhod ana
isse behtar ki jina chhoad du tere bin hai zindagi kya zindagi
aye mere mehbub meri zindagi aye mere mehbub meri zindagi
aye mere mehbub 
pyar dulhan ki nazar jhukati hui pyar hai masum baccho ki hansi
pyar ke nagame hawa gane lagi mujh me kaise bekhudi chhane lagi
pyar hai ya koi hai jadugari aye mere mehbub meri zindagi
aye mere mehbub meri zindagi aye mere mehbub
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details