Ai Gardishe Jamana Kab Tak - ए गर्दिशे जमाना कब तक lyrics by Talat Mahmood, Sudha Malhotra
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Talat Mahmood, Sudha Malhotra |
| Album: | Allaadin Lailaa |
| Year: | 1957 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Asad Bhopali |
| Music Director: | Alla Rakha Qureshi |
Lyrics
ae gardishe zamana kab tak ye gham sahenge wo din nahi rahe to wo din nahi rahe to ye bhi nahi rahenge ab kya basegi duniya ab hoga kya savera kuchh sujhta nahi hai chhaya hai wo andhera mayus ho na itna hone ko hai savera allah to le raha hai ye imtihan tera malik pe rakh bharosa malik pe rakh bharosa ye tujhse ham kahenge ae gardishe jamana kab tak ye gham sahenge ab ek pal bhi jina mujhko nahi ganwara ae maut tu kaha hai ab de mujhe sahara himmat se kam le tu aahen na bhar kudara ye kah raha hai tujhse rahmat ka ye sitara sab dur hain ki mushkil sab dur hain ki mushkil ye din nahi rahenge ae gardishe zamana kab tak ye gham sahenge wo din nahi rahe to ye bhi nahi rahenge
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Allaadin Lailaa
- Composer: Alla Rakha Qureshi
- Lyricist: Asad Bhopali