Ae Khuda Mere Maula - ऐ खुदा मेरे मौला lyrics by Osman Mir
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Osman Mir |
| Album: | The Last Don |
| Year: | 2014 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Jigar Dave |
| Music Director: | Samir - Mana |
Lyrics
sag ke andhere me mere basero se dikhta na koi rasta khun ki lakoro me tune rakibo me likh di meri dasta mera katra katra tere nbhi ke didar ko tarsa ae khuda mere maula mere yar mere malik kar de karm itna mujh par rahmat barsa ae khuda mere maula mere yar mere malik kar de karm itna mujh par rahmat barsa ae khuda mere maula ae khuda mere maula kohara sa chhaya hai ab aasamano tak aankhe magar usko takati nahi hai karta shikayat hai fir bhi kayamat ka sanse magar meri thakati nahi hai tu honsla hai mera in dahsato ke bavandar ka tu aasara hai mera kar mol ke is samandar ka meri kashti kashti ko fir kaha hai talab unka darshan ae khuda mere maula mere yar mere malik kar de karm itna mujh par rahmat barsa ae khuda mere maula ae khuda mere maula kya aajmaish hai meri aakidat ki sare sitam me sahata gya hun tuta darakhto se jaise koi patta main aandhiyo me bahata gya hun ab karvan hi fir manjilo ke mukadar ka rasta ye mera khanabadosh ek kalandar ka mera katra katra tere nbhi ke didar ko tarsa ae khuda mere maula mere yar mere malik kar de karm itna mujh par rahmat barsa ae khuda mere maula mere yar mere malik ae khuda mere maula ae khuda mere maula
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: The Last Don
- Composer: Samir - Mana
- Lyricist: Jigar Dave