Roman script

aam chori champa chori, aam chori champa chori

garam masala paani puri, das patte tode ek patta kachha

hiran ka bachha

sapno se bhara piggy bank piggy bank, aaj jhat se khul gaya

suraj ki nikali battisi, boring baadal dhul gaya

time table home work ka tension tal gaya

dhup me chal sekte

kuch shararate discipline ka uniform, thodi der utare

sapno se bhara piggy bank, aaj jhat se khul gaya

bade bade sapno ke, chhote chhote saudagar

duniya ko ulta dekhe, ped pe latke chamgadar

bade bade sapno ke, chhote chhote saudagar

duniya ko ulta dekhe, ped pe latke chamgadar

hard drive abhi khaali hai, gaalo me cute si laali hai

maths geography paalak se, khub mehfil jama li hai

sapno se bhara piggy bank piggy bank, aaj jhat se khil gaya

suraj ki nikali battisi, boring badal dhul gaya

kash aaj suraj se, statue game lagaya hota

raat me bhi din bana ke, party time badhaya hota

kash aaj suraj se, statue game lagaya hota

raat me bhi din bana ke, party time badhaya hota

class rum me ped chahiye, home work me jharna

library me rup mile t, padhenge jo hai padhana

sapno se bhara piggy bank, aaj jhat se khil gaya

suraj ki nikali battisi, boring badal dhul gaya

la la la la la la la

hey hey hey hey hey ha ha ha

la la la la la la la la

Explore this song