Roman script

Haye adayein haye adayein

Haye adayein haye adayein

Haye adayein haye adayein

Karamat khudaa ki ho tum

Kaise karti chalaaki ho tum

1 nazar jo dekhti ho mujhko to

Ankh kar deti maa ki ho tum

Hua baawla baawla dekh teri ye adayein

Kya ye maamla maamla mujhe koyi to bataye

Naa dekhu dayein naa bayein jab samne tu aaye

Pad jataa hu main sunn fir juban haqlaye.. Ayee

Thug life teri pehan kala chashma

Joint aaye udd ke fir dekh tu karishma

Badass bahu bann mere ghar ki

Hogi tujhe dekh baby kitni meri khush maa

Aise kehar naa dhaya karo

Sare-aam katal-e-aam naa machaya karo

Ho jaogi moti nahin baat mano meri baby

Taras thoda sa too khayaa karo

Goli maare dhaayein dhaayein

Adayein haye adayein

Haye adayein haye goli mare dhayein dhayein

Adayein haye adayein

Haye adayein haye maar naa jaye

Adayein haye adayein

Haye adayein haye goli mare dhayein dhayein

Adayein haye adayein

Haye adayein haye marna na jaye

Marna na jaye marna na jaye

Chamke andhere mein jaise tu hai radium

Mere mummy papa rishtedar sub hai ready hum

Bass do hi kapdoo mein le aayenge beti hum

Naa lenge dahej naa cash naa hi paytm

Bhar du main stadium bikti hai ticketein

Jeete maharaj jab bhi hai likhte

Teri tareefon mein kale karu kagaz main

Jinhe fenku kude mein vo bhi baby bikte

1 tu hi real hai pura club farzi

Boliyan tu paa mere sath vaari varsi

Khhatann geya si khat ke le aa glassi

Behas kar dj se chala apni marzi

Teri khidmat mein shots challe raat bhaar

On the rocks saatve main baby aasmaan par

Party ye jaise aaj teri meri shadi hai

Sare hai barati aur ye club hai baratghar

Baithi kyu door hai aa to zara pass tu

5g se kahin zyada baby superfast hu

Jhapka tu palkein le wish teri puri

Jaa simran tuu jeele apni zindagi tathastu

Goli maare dhaayein dhaayein

Adayein haye adayein

Haye adayein haye goli mare dhayein dhayein

Adayein haye adayein

Haye adayein haye maar naa jaye

Adayein haye adayein

Haye adayein haye goli mare dhayein dhayein

Adayein haye adayein

Haye adayein haye marna na jaye !

Explore this song