Zindagi Ko Zindagi Kahu - जिंदगी को जिंदगी कहू lyrics by Hasan Amin
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Hasan Amin |
| Album: | 5 Ghantey Mien 5 Crore |
| Year: | 2011 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Hasan Amin |
| Music Director: | Ali Mustafa |
Lyrics
saaya tera jo mujhko ab yu nazar aaye beete palo ki yaade mujhe yu tadpaaye aankho ke ashko me dil dub mera jaaye mai rumiyo ke aalam me mil le mujhe tu dua ye karu meri dhadkano ko zinda mai karu zindagi ko zindagi kahu, zindagi ko zindagi kahu chaha tumhe tha itna tumne na jaana kitna deewangi ki had tak maine kiya tha utna yaado me teri ab tak jalta raha hu mai ab dard bhari ye zindagi meri hasrate bhi tujh me hai meri aashiqui bhi tujh me hai meri zindagi bhi tujh me hai meri jaan mil le mujhe tu dua ye karu meri dhadkano ko zinda me karu zindagi ko zindagi kahu, zindagi ko zindagi kahu bujhte diye saanso ke tere sarhane mai yu tujhko bulaye raat din chand palo me ye ab sanse rukengi shayad ab bhi tu mud ke dekh le to mai mout ko bhi rok du mai saans ko bhi chhin lu mai phir se teri yaado me jeeyu mil le mujhe tu dua ye karu meri dhadkano ko zinda mai karu zindagi ko zindagi kahu, zindagi ko zindagi kahu
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: 5 Ghantey Mien 5 Crore
- Composer: Ali Mustafa
- Lyricist: Hasan Amin